Saturday, August 12, 2006

Fursat ke raat din




misra ghalib ka hai (misra: couplet)
aur khaifiyat har ek ki apni apni (khaifiyat: mood)
dil dhoondtha hai
phir wohi fursat ke raat din (fursat: respite)




The Original Version:
jii dhoondthaa hai phir vahii fursat, ki raat din
baithe rahen tasavvur-e-jaanaa.n kiye hue (tasavvur: imagination)

- Mirza Ghalib

The Contemporary Version:
dil dhoondthaa hai phir vahii, furasat ke raat din
baithe rahe tasavvur-e-jaanaa.n kiye hue
....
....

- Gulzar


Listen to the song here.
Singer: Bhupinder
Music: Madan Mohan

1 comment:

Categories

Blog Archive

Creative Commons License
This work is licensed under a Creative Commons Attribution-NonCommercial-NoDerivs 2.5 License.