Tasveer banata hoon tasveer nahin banti
ek khwaab sa dekha hai taabir nahin banti
[Tasveer-Picture, Khwaab-Dream, Taabir-Interpretation(of dream)]
Bedard mohabbat ka itna sa hai afsana
nazron se mileen nazrein mein ho gaya deewaana
ab dil ke behalne kee tadbir nahin banti
[Bedard-Heartless, Afsaana-Story, Tadbir-Plan)
Dum bhar ke liye meri duniya mein chale ao
tarsi hui aankhon ko phir shaqal dikha jao
mujh se to meri bigdi taqdeer nahin banti
[Taqdeer-Fate]
Singer: Talat Mehmood
Lyricist: Kumar Barabankvi
Music: Naushad
Listen to the song here.
Check the alternative version here by Jagjit Singh.